Novel name _ Lay tootay na Zindagi ke saz ki” published in Shua digest June 2005
Writer_ Samra Bukhari
Nice family story hai with mature writing must read 🌹♥
Hero Fakhar ke nana aur uski dadi dono behan bhai thay.Hero ke nana behan se eslye sab rishte khatam kr detay keh unhen property mai hissa na dena pare yahi wo beti( hero ki maa) ke sath kartay hain.Ab nana bemar hain aur beti se milna chahtay hain jbke hero ko nana se koi dili lagao nahi jinka bachpen maa ko in sbke leye rote dekh ke guzra
Hero maa ke majboor karne pe unke sath nana ke ghar pehli martba aya hai.Hero ki aik khala bewa hain aur bachon ke sath mayeke hi rehti hai jbke choti khala abhi tak kanwari hain aur jise pasand karti hain wo hero ke nana ko nahi pasand.Esi chaker mai wo khala abhi tak walid ki izzat ki khatar khamosh hain.Hero kese sb mamlat set karta read karen achi gharelu story hai heroin esi ghar ki larki hai🥰
Happy ending hai ♥♥
COMPLETE NOVEL AVAILABLE IN PDF.
TAP ON LINKS BELOW TO DOWNLOAD PDF/READ ONLINE.
Download Link is given below:
ONLINE READ:
PDF DOWNLOAD LINK:
LAY TOOTAY NA ZINDAGI K SAAZ KI COMPLETE